» 
 » 
Rock On - Socha Hai



Misc Unsigned Bands - Rock On - Socha Hai - аккорды

Тональность: 
0
Масштаб: 
100%
Прокрутка: 
0
Проще!
Аппликатуры
Нотный режим
Rock On - Socha Hai
Misc Unsigned Bands
[ Предположительная тональность: F#m ]

#Love this song ... i play it like this .... hope u'll enjoy .. thanx [strum all strings]


Verse':

E                    A5
Aasma hai neela kyun,paani geela geela kyun
C#5          B5
gol kyun hai zamee..
E                       A5
silk mein hai narmi kyun,aag mein hai garmi kyun
C#5                  B5
do aur do paanch kyun nahi..

E                   A5
Ped ho gaye kam kyun,teen hain ye mausam kyun
C#5             B5
chaand do kyun nahi..
E                          A5
duniya mein hai junge kyun,behta laal rang kyun
C#5                  B5
sarhaden hain kyun har kahin..


Chorus:

  E              A5
socha hai... ye tumne kya kabhi
  E              A5
socha hai... ki hain ye kya sabhi
  E      A5         C#5    B5
socha nahi to socho abhi ....


Verse'':

E                       A5
Behti kyun hai har nadi,hoti kya hai roshni
C#5            B5
barf girti hai kyun..
E                      A5
dost kyun hain roothte,taare kyun hain toot-te
C#5                 B5
baadlon mein bijli hai kyun..


Chorus .... (same as before)



BRIDGE:

 D5           F#5
Sannata sunai nahi deta
 D5           F#5
Aur hawayen dikhayi nahi deti

E5   F#5  D5  A5    E5   F#5    D5
Socha hai kya kabhi hota hai ye kyun............

Misc Unsigned Bands - Rock On - Socha Hai - ноты

(включить)
https://primoaccordo.net/misc-unsigned-bands/rock-on-socha-hai.htm